Blogger me ham free blog banate hai,blogger ek best platform he free me blog banane ke liye iske bad ham apne blog ko website me kaise badlte hai wo maine meri last post me apko bataya hai
Blog ya website banane ke bad hamare blog me jyada se jyada traffic pane ke liye apne blog ko design karna bhi bahut jaruri hai...blog/web ko best design karne ke liye blog ka template responsive, mobile friendly &fast loaded to hona jaruri hai iske alava usme me se jo default widgets hai usko remove karna bhi jaruri hai is se hamare blog ka look website ki tarah dikhne lagta hai

Blog Me Powered By Blogger Kya Hai
Powered by blogger yani hamne blogger platform ke jariye blog banaya hai,blog me powered by blogger widgets blog ke last me hota hai uska ham ek use kar sakte agar ham uske age apne blog ka name likh te hai wo copyright kam karega
Agar ham is widgets ko remove ya hide kar dete hai to hamare blog ka look website ki tarah ban jata hai
Apne blog ke liye domain to le liya lekin usse hamare blog ke look me koi change nahi ata sirf blog ka address hi change hota hai isliye blog ko website ka look dene ke liye blog ka template design karna bahut jaruri hai
Apne ab powered by blogger ke bare me sab jan liya hai...To chaliye ab me apko batata hu ki Blogger blog me se powered by blogger kaise remove karte hai
Apne ab powered by blogger ke bare me sab jan liya hai...To chaliye ab me apko batata hu ki Blogger blog me se powered by blogger kaise remove karte hai
Powered by blogger ko remove kaise karte hai?
Powered by blogger ko ham do tariko se remove/delete kar sakte hai...iske liye apko below step follow karne padege
Powered by blogger ko remove/hide karne ke do tarike
Powered by blogger ko remove/hide karne ke do tarike
1)Widgets ko delete karke
2)CSS code se hide karke
Tarika-1
Powered by blogger widgets delete kaise karte hai
Step-1
Log in to Blogger.com>Dashboard >Layout
Step-2
Layout me click karte hi ek new page open hoga
Usme apko last me jo attribution widgets hai usme EDIT ke options me click kare
Step-3
Ab ek new page open hoga
isme ap dekh sakte ho ki dusre widgets ki tarah REMOVE ka options nahi hai,Uska means ye hai ki ye widgets loked hai ise unlock karna padega
To chaliye jante hai ki attribution widgets ko unlock kaise karte hai
Step-4
Is widgets ko unlock karne ke liye dashboards me se TEMPLATE ke options me jayie aur us par click karte hi ek new page open hoga usme do options hoge
1)Customize and 2)Edit HTML is me Edit HTML ke options me click kare
Ab template editor ka page open hoga
Is me
1)Jump To Widgets ke options me click kare
1)Jump To Widgets ke options me click kare
2)Jump To Widgets me click karte hi jo option hai isme ATTRIBUTION1 ke options me click kare
Step-5
Attributon-1 pe click karte hi uska HTML code show hoga
Is code me apko jo maine code highlight kiya us code me apko loked="true" ki jagah false likhna hai
False likhne ke bad ap last me Save Template ke options me click karke template save kar de.
False likhne ke bad ap last me Save Template ke options me click karke template save kar de.
Step-6
Ab wapas blogger dashboard me jakar layout ke options me jake jo widgets page open hoga usme last attribution ka widgets hai usme EDIT ke option me click kare
Step-7
Ab jo new page open hoga usme ab REMOVE ka option a gaya hoga us par click kar de
Ab ap apna blog open karke check kar lijiye POWERED BY BLOGGER delete ho gya hoga.
Ab ap apna blog open karke check kar lijiye POWERED BY BLOGGER delete ho gya hoga.
Tarika-2
CSS code se powered by blogger hide kare
Ye ek simple tarika hai powered by blogger ko blog me se hide karne ka...uske liye ap below step follow kare
Step-1
1)Blogger.com>Dashboard >Template
2)Template ke options me click karte hi new page open hoga usme CUSTOMIZE ke options me click kare
1)Usme advance ke option me click kare
2)Uske bad jo options hai isme last me ADD CSS ka options hoga usme click kare
3)Ab CSS code add karne ka box open hoga usme ye code add kare #Attribution1{display:none;}
4)Last me Apply To Blog ke option me click karde
Apka CSS code ho gaya hai aur apke blog me se ab powered by blogger hide ho gaya hoga...ap usko check karle
Dosto,apko ye post pasand ayi hai to use apne friend aur social media me share karna na bhule
Agar is post se related ap kuch kahna chahte hai to ap muje comment box me se comment jarur kare