Facebook aj duniya ki no.1 social media site hai,aj ke jamane me jis vyakti ka Facebook Account nahi hai use purane time ka vyakti kahte hai,Facebook me aj 10 sal ke bachho ke bhi account create hone lage hai,to future me facebook kitni popular hone wali hai ye hame aj se hi sochna padega
Facebook kya hai?
Facebook world ki no.1 social media site hai,jisko Mark Zuckerberg aur iske sathiyo ne 2004 me banaya tha,facebook site ka world global rank 3 hai isse hi apko pata chalta hai ki facebook world me ki popular hai
Facebook me account banane ke fayde
Facebook account ya id banane se ham duniya ke koi bhi people ko friend bana sakte hai,agar ap business se related work kar rahe ho to ap facebook ke jariye apne business ko world me fela sakte ho,duniya me jo nayi ghatnae banati hai uski jankari hame turant meel jati hai,iske alawa bhi ham facebook se kai sari cheeze jan sakte hai
Facebook me account kaise banate hai
Facebook me account banana free hai,iske liye apko below step follow karne padege
Facebook me account banane ke fayde
Facebook account ya id banane se ham duniya ke koi bhi people ko friend bana sakte hai,agar ap business se related work kar rahe ho to ap facebook ke jariye apne business ko world me fela sakte ho,duniya me jo nayi ghatnae banati hai uski jankari hame turant meel jati hai,iske alawa bhi ham facebook se kai sari cheeze jan sakte hai
Facebook me account kaise banate hai
Facebook me account banana free hai,iske liye apko below step follow karne padege
Step-1
Sabse pahle Facebook.com site open kareStep-2
Ab new page open hua hai usme ek registration form hai usko bharna hai1)Name:Apna name enter kare
2)Email ya mobile no.:Email ap apna mobile no.bhi enter kar sakte ho aur email bhi enter kar sakte ho
3)Password:Apka password chune jis ki length minimum 6 digit ki honi chahiye
4)Date Of Birth:Apni birth date enter kare
5)Gender:Apni gender select kare
6)Ab sari jankari chek karke sign up ke options me click karde
Step-3
1)Email Verification:Agar apne email enter kiya hai to uski verification link apko tumhare email account me mil jayegiIske,bad ap apna email account open kare aur facebook jo mail hai usme verification link hogi usko open kare phir ap facebook ki si me wapas redirecte ho jaoge aur apka fb account create ho gaya hoga
2)Mobile No. Verification:Agar apne mobile number enter kiya hai to ap jaise hi sign up ke options me click karoge tab ek new page open hoga usme apko 6 digit ka verificaton code enter karna hai jo apko sms dwara mila hai iske bad continue ke options me click karde aur apka Facebook Account ban gaya hai
I hope apko ye post pasand ayi hai aur use age social media me share karna na bhule aur uske related koi question hai to ap muje comment kar sakte ho me iska solution jarur dunga
Facebook topic se related ye meri first post hai,age is topic se related kai aur post publish karunga.